karam karo k sitam karo hum gila nahin kartay, khiza main phool yaqenan khila nahin kartay, mila do khak main hum ko magar khiyal rahay, hum jasy loog dobara mila nahin kartay.