![]() | Login | Sign Up |
1)
baat aisi ho ke jajbat kam na ho, khyalat aise ho ke kabhi gam na ho,2)
Dil Mee Tumhare Liyea Priyar Heyata Hai Akko Tumse Intejer Jab Thak Batna Ho Jane Dill Kume3)
Zindagi ki raah mein aage chalte jana har pal, Mur ke na dekh beete hue pal, Jo nahin tha tera tujhe nahin mila, Jo milgaya uske sath guzaar apna har pal..4)
Ek phool aksar bagh saja deta hai, Ek hi sitara sansaar chamka deta hai, Jahan duniya bhar ke rishtey bhi kaam nahi aate, Wahin ek pyara sa dost zindagi bana deta hai5)
Hasraton ki Nigaaho pe sakht Pehra hai… Na Jaane Kis Ummid pe yeh Dil tehra hai… Teri Chaahaton ki Kasam, aye Dost… Apni Dosti ka Rishta Pyaar Se bhi Gehra hai.6)
Dil ki awaaz ko izhaar kehte hai, jhuki nigah ko ikarar kehte hai, sirf paane ka naam ishq nahi. kuch khone ko bhi pyaar kehte hai.7)
Hum Kabhi Tumse Khafa ho nahi sakte, wada kiya hai to bevafa ho nahi sakte, aap bhale hi hume bhulakar so jao, magar hum aapko yaad kiye bina so nahi sakte.8)
Zindgi ke liye jina zaruri hai, Jine k liye arman zaruri hai, Dil mein chahe hazaro gum ho, Phir bhi tere chehare pe muskan zaruri hai.9)
Dosti milti hai kismat se, Todo na ise shano shoukat se, Koi na jaane aage kya ho, Bacha kar rakho ise chahat se.10)
Ek shamma andhere mein jalaye rakhna, Subha hone ko hai mauhaul banaye rakhna, Kaun jane wo kiss gali se guzre, Har gali ko phoolo se sajaye rakhna!11)
Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota, Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota. Toh kya huwa agar hum tume na pasake, Sirf paane ka matlab pyar nahi hota.12)
Mohabat ke bina zindagi fizool hai, Par mahobat ke bhi aapne ussol hai, Kehte hai milti hai mohabbat mein bahut ulfaate, Par aap ho mehboob toh saab kubul hai.13)
Talaash Karo koi tumhe mil jayega, Magar hamari tarha tumhe kaun chahega, Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega, Magar ankhein hamari kahan se layega.14)
Apne Dil Mein Tumhare Pyar Ki Dastaan Likhi Hai, Na Thodi Na Bahut Tamaam Likhi Hai, Kabhi Humaare Liye Bhi Dua Kar Liya Karo, Kyon Ki Humne Apni Har Ik Saans Tumhare Naam Likhi Hai ,15)
pyar ka rang holi se bhi gehra hota hai, do pyar karne walon ka joda sabse nyara hota hai, jo pyar ka dhaga ek baar toot jaye, to unka dubara judna namumkin hota hai.