Muskan aapki kabhi kam na ho, Zindagi mein aapki koi gham na ho, Har taraf chhaya ho khushiyon ka saama, Aur un khushiyon ki kabhi sham na ho.