![]() | Login | Sign Up |
31)
Har lamha hum aapse dur ho rahe hai,na jane is zindagi se kya kho rahe hai,khayal rakhna ki duriya itni na badh jaye,ki hum phir ajnabi na ho jaye/duniya ka atbar kare bhi to kya kere apni ankh ka anshoon bhi apna na hua32)
Yah dosti chirag hai isse jalaye rakhana yah dosti gul hai isse khilaye rakhana Hum rahe na rahe iss jahan main Bus hamari yaad dil me basaye rakhana33)
mere khabo ka har ek naksh mita de koi. sukhe patto ka bacha dher jala de koi. meri pechan ka ek shaksh isi shehar me hai mai bhi jinda hu zara use bata de koi.....34)
BHULA DENA USEY!JOJO RULA JAYE.. YAD RAKNA USEY. JO NIBHA PAYA! WADE TO BAHUT LOG KARENGE MAGAR DIL KI BAAT USE ZRUR KEHNA JIS K BIN 1 PAL B JIYA NA JAYA35)
KITNI NAZME DIL SE NIKLI, KUCHH LIKH NA SAKA KUCHH YAAD NAHI,DO LAFZ MEHFIL ME YAAR KI TAARIF ME KAHI,LOGON NE KAHA VAAH KYA BAAT KAHI !36)
Zindagi mei kisi ka saath kaafi Hai Haatho mei kisi ka haath kafi hai Dur ho ya paas fark nahi padta Pyar ka to bas ehsaas hi kaafi Hai37)
Tere Pyar Ka Saya Suhana Lage, Ek Pal chura lu Agar Bura na lage Tu chahe bhool jaye ek pal me mujhe par tujhe bhulane me shayad jamana lage38)
Aaj Hasi Dekar kal Rula na Dena, Itna Miss Karke Kal Bhula Na Dena, Apane is Pyare Rishte Ko Yaad Rakhna, Kahi Inhe Yado ki tarah Bhula Na Dena !!39)
Shukra Hai Khuda Ka Aapne Hame Dost To Mana,Vada Kiya Dosti Ka To Padega Nibhana,Ek Bas Aapki Dosti Hamko Nasib Ho,Uske Baad Chahe Hamko Mile Na Zamana40)
Band Rakhte He Jubaan Lub Khola Nhi Krte Chand K Samne Sitare Bola Nhi Krte Yaad Karte He Tumko Har Pal Ye Raaz Hotho Se Khola Nahi Karate41)
Todna hota to Rishta na Banate, Umid na hoti to Sapne hum na sajate, Aitbar kiya hai Aapki Dosti pe Bharosa na hota to APNE DIl ka Hisa na Banate42)
bate karke rula na dena chup rahke saza na dena na de sake khushi to gam hi sahi bas ek wada karo ki zindagi me mujhe kavi vula na dena43)
Waqt Ki dya ho dhoop ya tej andhiyan kuch kadmo k nishan kabhi nahi khote jinhw yag kar k muskra de aankhe vo log dur hokar bhi dur nahi hote44)
Pyar vyar toh ek bahana hai, dil mile na mile lips ko milana hai, yeh style hai sab Ashiko ka, kya kare yaar yeh Dilip Kumar ka nahi Imran Hasmi ka Zamana hai45)
Konsa Zakham Tha Jo Taro- taza na Tha Zindgi Mein Itne Gham Thy Ke Andaza Na Tha Unki Jheel Si Ankhon Ka Is M Kia Qasoor Dubne Walon Ko Gehrai Ka Andaza Na Tha