![]() | Login | Sign Up |
61)
RAZAAI se kijiye thodi si bewafai, Aapke liye humne raat se ki ladaai, Aur itni haseen subah bulwaai, Uthiye huzoor dh000000p nikal aai.. Gud Mrng hai ji.:-)62)
Zindagi guzre Aapki HASTE-HASTE, pyar aur khushi mile RASTE-RASTE, Ho mubarak apko naya savera, kabool karein hamari SALAAM-NAMSTE..GOOD MORNING.63)
Pyaar ka Prabhat, Sneh ka savera, Mohabbat ka mausam, preet ki pukaar, aur aap ki Muskan... Aaj ka din Mangalmay ho! Suprabhatam!64)
Subha Ki kiran boli… Uth daikh kia nazara hai. Maine kaha Ruk, Pehle SMS tou kar loon uss payar ko jo subha se bhi pyara hai… GOOD MORNING65)
Bin savan barsat nahi hoti, suraj dube bin rat nahi hoti, kuch aese dost hai ki unko yad kiye bina din ki sharuaat nahi hoti....GOOD MORNING66)
Roz subha hum karte hain pyar se unhe good morning… Woh aise ghoor ke dekti hain jaise 0 errors aur 5 warning…67)
Bade arman se banvaya hai, ise roshni se sajaya hai, bahut dur se mangvaya hai, zara bahar aake dekho... aapko Good Morning kahne suraj bhijvaya hai.68)
Taji hawa me phulon ki mehak ho, Pehli kiran me chidiyon ki ghehak ho, Jab bhi kholo tum apni palkein, Un palkon me bas khushiyon ki jhalak ho.. G@M69)
Subah ka mausam jaise janat ka ehsaas, ankhon me neend or chai ki talash, jagne ki majburi thoda or sone ki aas, par apka din shub ho hamari gud morning k sath..70)
Utho! Yeh Koi Sone Ka time Hai? Jab Dekho Sote Rehte Ho! Sari Umar So-So K Bitani H Kya? Ab Utth Jao Aur Reply Mat Karna! Bcz I AM SLEEPING71)
Subah ki kiran boli mujhse, uthkar dekho kitna haseen nazara hai, maine kaha ruk,pehle use Sms to karlun jo is subah se bhi pyara hai.. Gd mrng72)
Ale mele dost tu abi tk so la h, deth me to uth daya, buluchh b tr lia ol tujhe msg b tal dia. Tal ab tu b uth da walna mumy malegi.. Dud mrng..73)
Suraj Ugata hai aap ke kadmo ki ahat se, Har kali khiti hai aape ke jagne se, Jayada mat soiye aab jagiye, kyoki har subhah hoti hai aap ke muskurane se.. Gud Morng74)
Gulsan me bhanwron ka fera ho gya, Purav me suraj ka dera ho gya. Muskan ke saath aankhe khol pyaare, Ek baar fir se savera ho gya.75)
Âpka “MUSKURANÔ har róz hó, Kàbhi chehrà“KAMAL” to kàbhi “ROSE” hó, 24 ghànte “KHUSHI” 365 din “MAUJ” ho, Bàs àisa hi din àpka hàr “ROZ” hó. Góód Mórning