![]() | Login | Sign Up |
121)
Kabhi Na Aaye Mere Saath Chalke.. Hamesha Gaye Muje Barbaad Karke.. Agar Kabhi Aa Jao Meri Mayaat Pe.. To Keh Dena Abhi Soya Hain Tuje Yaad Karke.122)
Apni kismat ke aage bebas hai Insaan, bebas hai khuwab haqeeqat ke aage, Koi ruki hui Dhadkan se puche, kitna tadapta hai Dil Mohabbat ke aage.123)
Is kadar hum unhe manane nikle, Unki chahaat ke hum deewane nikle, Jab bhi unhe dil ka haal batana chaha, Unke hothon se waqt na hone ka bahana nikle124)
Ek me jo chah kar bhi tumse kuch kah na saki, ek tum jo samajh kar bhi rah gaye anjaan hoke, Kami to kuch nahi thi hamari chahato me, Na jane qyu fir bhi ham aap se mil na sake125)
Jab bhi kisi ko kareeb paya hain, Kasam khuda ki wahi dhokha khaya hain, Kyon dosh dete hain hum kaanto ko, Zakhm to humne phulo se hi paya hain..126)
Teri dosti ne diya sukoon itna, ke tere baad koi acha na lage.. Tujhe karni hain bewafai to is ada se kar, ke tere baad koi bewafa na lagey127)
hum jal kar v roshni failate rahe, isliye log hume jalate rahe, mere jalne ko kisi ne dekha hi nahi, meri roshni pe sab mushkurate rahe.128)
Dil se jaane waale ko kaho, aaj is tarah jaaye ki, Har Dil ko lage chot, har aankh bhar aaye.129)
Mera saath na de koi, chalna mujhe aata hai, Har Aag se Wakif hoon, jalnaa mujhe aata hai..130)
Haqikat jaan lo juda hone se pahle, Meri sun lo apni suna ne se pahle. Ye soch lena bhulane se pahle, Bahut royi hein ye aankhen muskurane se pahle.131)
Na jane kaun hai hum, na jane kya hain meri phechaan, koi to jise hum kahe ske aapne, jiske liye hum na rahe anjaan.132)
Aapki judai rulati rahegi, aapki yaad aati rahegi, Har pal jaan jaati rahegi, Hai jab tak Dil me dhadkan, Saans ye rishta nibhati rahegi.133)
Rukhsat ho jaayenge aapke Gulshan se, daal se gire hue phool bankar, Aaapki nigaahon se bah jaayenge ham ashqon ki barish bankar.134)
Kabhi usne apna hame banaya hi nahi, jootha hi sahi pyaar jataaya hi nahi. kasoor apna hum maan bhi jaate, par kya kare kasoor hamara hume btaya hi nahi.135)
Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada hai, tere sang na hone ka malaal kuch hadd se zyada hai. phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi sochkar, shayad is zindagani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai.