![]() | Login | Sign Up |
211)
Door ho jau to zra intezar krna, Apne dil me itna to aitbaar rkhna, Lout k aayenge hum,agar kahi chale bhi gaye to, Aap bs hamse ye DOSTI brqrar rakna...212)
Dekha tumhe pehli bar, kya nazaara hai... Baat kiya tumse pehli bar, kaisa sangeet hai... Milna tumse tho sirf ek bahaanaa hai... Kaise kahu muje aapse kithna pyar hai.....213)
Pataane se na pate esi koi ladki nahi pataane se na pate esi koi ladki nhi agar phir b na pate to duniya me ladkiyon ki koi kami nhi214)
Phon na karna bil jyada ayega baat mat krna bettry low ho jayegi apni mehbooba ko bas dil se yaad krna free mai baat ho jayegi215)
Dil armano se houseful hai, pure honge ya nahi yeh doubtful h, yun to duniya me har chiz WONDERFUL h, par zindagi mere jaise dosto se hi BEAUTIFUL H..216)
Log manzil ko muskil samjte hai, hum muskil ko manzil samjte hai, bada fark hai logo me or hum mai, log zindgi ko dost or hum dost ko zindgi samjte hai.217)
Aaj nahi to kal koi tere zindge me aae ga Mager humare tarh DOSTI kon nebhay ga Mana ki kami nahi hai aap ko dosto ki Mager humare jhga koi le pae ga218)
Ek achha dost agar 100 baar roothe to use 100 baar manao, kyunki keemti motiyon ki maala jitni baar hbi toote use pirona hi padta hai...219)
Hamaare to daaman mein kaanto ke siva kuch nahin. Aap to phoolon ke kharid-daar nazar aate hain. Jahan mein kitne dost mile hume par sabse ache aap nazar aate hain..220)
Dosti ke siva koi zindgi nahi.yaar bina koi pal nahi bus ek baar dosti kijiye hamesha yaad rakoge.221)
Aaj dosti par ek kitaab likhenge Doston k sath gujri har baat likhenge jab batana ho dost kaise hota hain tumhe soch kar har baat likhenge222)
Dosti koi kamzor dhaga nahi jo khichne se toot jaye, who dost bhi kya dost hain, jo zara si baat re rooth jai223)
Agar koi Dost na ho to LiFe Is JaiL...Agar bure Dost ho to NotHinG Is WeLL...Agar Dost Aap jaisa ho to All Is WeLL...224)
Wada hain hamari dosti khas rahegi, Yado ki jhalak dil k pas rahegi, Nahi bhulungi aapko or aapki dosti ko jabtk Aapke naam ki spelling yaad rahegi.225)
Saathi sift woh nahi hota jo jivan bhar saath nivaye, Saathi to who hain jo jivan ke kuch palon me vi jivan bhar ka sath de jayee