![]() | Login | Sign Up |
46)
Guzar Gae Sham Gurob e Aftab Ne Lia Ek Muqam Aagya Ramzan Khush Hua Muslman Band Hua Shetan Masjidon Me Ai Jaan Hwaon Me Goonji Azaan Fajar Ko Milli Pechan Traveh Ki Shakal Me Khatam Hua Quran Aetikaaf Ne Sunnat Ko Kia Aam Aey Ramzan apne Janey k Baad Kar dena Hum Ko Pakka Muslman .*.AMEEN.*.47)
"Insan B Kitna KHUD GHARZ Hy Jab Kisi Ko PASAND Karta Hy To Uski BURAIYAN Bhol Jata Hy OR Jab Kisi Se NAFRAT Karta Hy To Uski ACHAIYAN Bhol Jata Hy"48)
Jis nay Meri Sunnat say mohabat ki us nay Mujh say mohabat ki or jis nay Mujh say mohabat ki wo Jannat main Mere sath hoga (IBNE ASAKIR V9 P343)49)
Jo shakhs apny (Musalman) bhai k kam ata rehta hay Allah usky kam main (madad karta) rehta hay " (BUKHARI V2 P862 )50)
**Hadis e Pak** " Kisi Musalman ko jaiz nai k wo kisi Musalman ko khofzada kary " (ABU DAUD V4 P391 H5004)51)
**Hadis e Pak** " 1 Musalman dosry Musalman ka bhai hay wo na tu us par zulm karta hay na (mushkil halaat main) usy beyar o madadgar chorta hay "52)
ALLAH Ki 4 Rahematian Asi Hai Jo Insan Se Bardaasht Nai Hoti . 1 ¢â‚¬â€ Beti 2 – Mehman 3 – Barish 4 – Bemari53)
Agar rizq aqal-o-danish se milta tou jaanwar aur bewaqoof zinda hii na rehte … (Hazrat Ali r.a.)54)
Hazrat Ali [R.A] Ka Farman Hy K “Saza Dene Main Der Karo Yahan Tak K Tumhara Ghussa Thanda Ho Jaye…”55)
“Jab Dua Aur Koshish Say Baat Na Baney Tou Faisla Allah Par Chorh Do, Allah Apne Bando’n K Barey Main Behtar Fesla Karny Wala Hay” Hazrat Ali (R.A)56)
*”*WAMA*”* *”*ARSALNA*”* *”*ILLA*”* *”*REHMATALIL*”* *”*AALAMEEN*”* aap sub ko RABI-UL-AWWAL ki Aamad Mubarak Ho57)
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho (Hazrat Ali(R.A)”58)
Quran parho to dil khil jaye, Namaz parho to chehra roshan hojaye, Kitni dilkash hai Rasul-e-Khuda ki Sunnatain, Amal karo to zindagi sanwar jaye59)
Jis ka rabta ALLAH k sath ho wo nakam nahin hota, Nakaam wo hota hai jis ki umidain duniya walon se wabista hon. …..Think….60)
Sadqa wa Khairaat se Aapne Bimaaron Ka Ilaaj Kiya Karo. { Kanzul Ummal : Hadees No. 28178 }