![]() | Login | Sign Up |
61)
Maal Ki kasrat aur Dauniya Ke saamaan Par Fakhr ne Tum Ko Ghaafil Kar diya Hai . { surah-e-Takathur , Ayaat No. 1 - Mahfoom }62)
**Hadis e Pak** Nabi Karim nay Hazrat Hassan bin Sabit k liye Masjid main Mimber banwa rakha tha Wo us par Naat parhty (SHARA MANI AL ASAR V4 P298)63)
**Hadis e Pak** " Deen main Ikhlas paida karo Tumhain thora Amal b kafi hoga " (SHOB UL EMAN V5 P342 H6859) *Ikhlas bari Doulat hay64)
Apne Bhai se Muskura Kar Milne Ka sawaab sadqe Ke Barabar Hai . { Tirmizi : Hadees No. 1956 }65)
Hadiya (Gift) De kar Waapas Lene Wala Us Kutte Ki Tarha Hai Jo Qai ( Vomit ) Karke Chaat Leta Hai. { Bukhari : Hadees No. 697566)
"Rajab main 1 Din or Rat hay jo us din Roza rakhy or Rat ko Ebadat kary goya us nay 100 Sal k Rozy rakhy or ye Rajab k 27 Tarikh hay" (SHOB UL EMAN)67)
Jab tumhary bchy 7 sal k hun to unhain Namaz ka hokum do or jab 10 sal k ho jain to mar kar parhao" (MISHKAT P58)68)
Apne Aap Ko " ZER " Samjho ! " ZABAR " Mat Samjho Kyun K Kal Ko Tumhain " PAISH " Hona Hai . . . THINK ABOUT IT . . .69)
Quran Pak parha karo ye Qiyamat k din Apny parhny walon ki shafat kary ga" (MUSLIM 1/553/804) SUBHANALLAH *QURAN KI TILAWAT *JANNAT KI ZAMANAT70)
Hazrat sayyeduna Abdullah ibn e abbas se riwayat he k madani sarkar, do jahan k sardar (sallallaho alihi wasallam) ka farman e rahmat nishaan he, "ramazan me umrah mere sath hajj krne k barabar he" (abu dawud) {rafiq ul haramain, pg: 25}71)
MAFHOM-E-HADIS Jis ne Shab-e-Juma Surah-e-Yaseen ki Tilawat ki us ki magfirat kerdi jaygi (Al-Targeeb wal-Tarheeb, j1,p298)72)
Nabi (SallALLAHu Alehi WaSallam) Ne Farmaya; "Logon Per Aasani Karo Or Sakhti Mat Karo, Khushkhabri Sunao Nafrat Mat Dilao." (Sahi Bukhari; Kitab-ul-eeman H#70)73)
AQA KA MAHINA- Shabaan Ki 15We Raat ALLAH Jhannam Sy Itno Ko Azad Farmata Ha Jitnay Bani Calb Ki Bakriyo K Baal Ha >Shub Ul Eman Jild#3 Page#38374)
Takabbur Ki Alaamat- Marizon, Maazuron or Gharibon ko Haqeer janty huwy unky paas bethny sy Ijtinaab karna. (Al Hadiqatun Nadiya, J#1, P#585)75)
Koi Baap Aapne bete ko Achchhi Tarbiyar (Up Bringing) se behtar Tohfa nahi De sakta . { Muajane Kabeer Tibrani : Hadees No. 13056