![]() | Login | Sign Up |
301)
Bikhre ansu ke moti hon pinna saki, teri yaad mein saari raat hum so na sake, Beh na jaaye har yaad teri yeh soch kar hum ro na sake..302)
Mere pyaar ko duniya mein koi samajh na paya, Rote thay jab tanha koi mere saath na aaya, Mita diya khud ko unke liye pyaar mein, Aur wo kehte hai ki mujhe pyaar karna na aaya…303)
Pane se khone ka maza aur hai, Band aankho se dekhne ka maza kuch aur hai, Aansu bane lafz aur lafz bane gazal, Teri yaado ke saath jine ka maza kuch aur hai…304)
Kehte hai pyaar ki seema nahi hoti, Yeh toh dhoka hai jo sab kehte hai, Pyaar ki seema honi chaiye, Taki koi dil kisi aur dil ka na ho jaye…305)
Tammana se nahi tanhaee se darte hain, Pyar se nahi ruswaai se darte hain, Milne ki to bahut chahat hai, Par milne ke baad judaai se darte hain…306)
Mushkil nahi hai ishq lagana, Usse bhi aasan hai uska pyaar pana, Phir bhi darte hai hum pyaar se, Kyonki sab se mushkil hai usko bhual pana…307)
Log kehte hain jo chup rehte wo gam sehte hain, Per shayad unhe ye pata nahi, Jo chup rehte hain, Wo kisi ko sochne se hi khush rehte hain….308)
Mere khwabon mein aana aapka kasur tha, Aapse dil lagana hamara kasur tha, Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye, Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha…309)
Tujhe Har Khushi Dedi, Labon Ki Hansi Dedi Zulfon Ki Ghata Lehrayi, Paigham Wafa Ke Layi, Toone Achhi Preet Nibhayi Kisi Se Ab Kya Kehna…310)
Woh Chand Mere Ghar Aangan Ab To Aayega, Tere Soone Is Aanchal Ko Woh Bhar Jayega , Teri Kardi God Bharayi , Kisi Se Ab Kya Kehna…311)
Khata Ho Gayi Mujhse, Kaha Kuch Nahin Tumse Iqraar Jo Tum Kar Paate, To Door Kabhi Na Jaate Koi Samjhe Na Peer Parayi Kisi Se Ab Kya Kehna…312)
Kisi din teri nazro se dur ho jayenge hum, Dur fizaon me kahi kho jayenge hum. Meri yaadon se lipat ke rone aaoge tum, jab zameen ko odh ke so jayenge hum…313)
Kabhi ro ke muskuraye , kabhi muskura ke roye, Jab bhi teri yaad aayi tujhe bhula ke roye, ek tera hi to naam tha jise hazar bar likha, Jitna likh ke khush hue us se jayada mita ke roye…314)
Akela sa mehsus karo jab tanhai me, Yaad meri aye jab judai me, Mehsus karna tumhare karib hu me, Jab chahe dekh lena apni hi parchai me…315)
Aksar pyaar karne wale apni chahat ki taarif karte hai, taki woh unse juda na ho jaye, hum isliye khamosh rehte hai, taki koi aur aap par fida na ho jaye..