![]() | Login | Sign Up |
241)
Daar usse kehte hain, Jo dil pe cha jaye Aashiq usse kehte hai, Jiska naam apne aap zuban pe aa jaye.242)
Ek shaam aati hai tumari yaad leka , Ek shaam jaati hai tumari yaad dekar, Par humen us shaam ka interzar hai, Jo aye saath tume lekar.243)
Kashish dil ki har cheez bhula deti hai, Band aakhon mein bhi sapne saja deti hai, Sapno ki duniya jarur rakhna dost, Kyun ki hakikat to aksar logo ko rula deti hai.244)
Hum iss qadar tumpe mar mittege, Tum jahan dekhoge hum hi tumhe dikhege, Rakhna har pal iss dil mein hamari yaad, Hamare baad hamare pyar ki daastaan duniya vaale likhege…245)
Dil se tera Khayal na jaaye to main kya karoon?? Tu hi bata tu yaad bahot aaye to main kya karoo? Hasrat ye hain ke ek nazar dekhloon tuzhko… Magar Qismat wo lamha na laaye to main Kya karoo???246)
Aashiq hai tere sadiyo se hum…. itni mohabbat kisne ki hai sanam…. hadd se ziyada chaaha hai tumko humne…. maange tu jaan vi toh piche hatege na kabhi mere kadam….!!!!247)
Meri deewangi ki koi hadd nahin, teri soorat ke siva kuch yaad nahin, mein hu phool tere gulshan ka, tere siva mujh pe kisi ka haq nahin..248)
Teri aashiqui mein har had se guzar jayege, tu jitna bhulegi utna tujhe yaad aayege, dekh lena meri maut ke baad ae jaan-e-mann, tu bulayegi hum kabar chodke aayege… ,249)
Iss ajab daur mein aashiq bhi ajeeb hote hai, ek din dost dusre din rakeeb hote hai, iss liye toh mene mohabbat nahin ki hai, mohabbat mein toh sirf dukh naseeb hote hai…250)
Jab se dekha hai teri aankhon mein jhank kar, koi bhi aaina acha nahin lagta, teri mohabbat mein aise hue hai deewane, tumhe koi aur dekhe toh acha nahin lagta…251)
Masti ko muhabbat me fanaaa koun karega ..?? yeh farz mere sewa adaa koun karee ga …??? Haathoo ki lakiroun ko zaraa dekh najomi…… yeh dekh mere saath wafa koun karee ga?????252)
Dilon mein aarzu ke diye jalte rahenge, aakhon se aansu nikalte rahenge, aap shamaa bankar dil mein roshani toh karo, hum to mom bankar pighalte rahenge..253)
Apni nazar me meri nigaah phir kyon dhoondhte ho.. Apni tanhai me meri kami kyon mehsoos karte ho.. Apne ahsaason me meri chhuuan kyon talashtey ho.. Apne lafzon se aksar yeh faasley kyon taye karte ho..254)
Mohabato mein jeene wale kush nasib hai. Mohabato mein marne wale bhi ajeeb hai. Azeem hai hamari dastan JAANEMAN, Faaslo par rehte hai phir hi Dil ke qareeb hai.255)
Kadam yuhi dagmaga gaye raaste me, Warna sambhlna hum bhi jaanthe the, Thokar bhi lagi tho us pathar se, Jise hum apna mante the…