![]() | Login | Sign Up |
151)
Aankhon mein hai aapka chehra, Dil-ki dhadkano pe aapka pehra, Aapko pata nahi humara pyaar hai kitna gehara!152)
Jab bhi tere bina raat hoti hai, Deewaro se aksar baat hoti hai, Sanata poochta hai sawal humse, Tere naam se hi shuruwaat hoti hai.153)
Hum tere dil mai rahengee ek yad bankar, Tere lab pe khilengee muskan bankar, Kabhi apne se juda na samjana, Hum tere sath chalege aasman bankar154)
dil ne dil ki baat suni yoon hi mohabbat parwaan hui, lab to chup rahe magar nazron se mohabbat bayaan hui155)
Tumhe dil main basaye rakhta hoon, Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon, Tumhe meri nazar na lag jaye, Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon .156)
Agar tamanna thi aazmane ki to keh kar aazmana tha. Hum to behos ho gaye, kya zarorat thi muskurane ki .157)
phool se mehak ko mitya nahi jata, suraj se kiran ko hatya nahi jata, Dosti mai doori kitni bhi ho, aap jaise dost ko bhuliya nahi jata158)
Aapko dekha to yakeen hota hai, Keh koi itna bhi haseen hota hai, Dekh hi pate hain kahan aapko, Dil kahin to hosh kahin hota hai .159)
Ab iss dil mein kya rakha hai, Tera hi chehra chupa rakha hai, Cheer kar dekhe koi dil mera, Tera hi naam likha rakha hai!160)
Talaash karogi to koyi tumhe milhi jayega, Magar humari tarah tumhe kaun chahega, Zaroor koi chahat ki nazar se tumhe dekhega, Magar hamara dil kahan se layega?161)
Lafzon mein keh na saka, Palkon se chup na saka, Bin kehkar reh na saka, Najane kya baat hai, Har pal khabon mein aapki hi yaad hai.162)
Us ajnabi ka youn na intezaar karo, Is aashiq dil ka na aitbaar karo, Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso, Itna kabhi na kisi se pyaar karo.163)
Koi samjhaye mujhe yeh ishq kya hai, koi dikhlaye mujhe yeh jannat kaha hai, har koi keheta hai pyar ek khoobsurat duniya hai, koi milwa de mujhe…woh pyar karne waale kaha hai….164)
Apne aankhon ki bekarari ko ab chipaon kaise, Tumhe dhoonde meri nazar inhe rokon kaise, Tera aashiq hun tujhe bataon kaise, Inkaar se tere darta hoon, Bepanaah pyar hai tujse kehdoon kaise…165)
Jidher bhi jaoon nazar mein us ka chehra rahta hai, Woh mere dhiyan ke sabhi raastoon mein rahta hai, Bichadh kar us se pereshan mein to hoon, Per suna hai wo bhi uljhanoon mien rahta hai.