![]() | Login | Sign Up |
211)
Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte, Dil me rehne walo ki baat nahi karte, Hamari to ruh me bus gaye hain aap, Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte..212)
Kuch nasha teri baat ka hai, Kuch nasha dhimi barsaat ka hai, Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai, Intezar to sirf aapki mulakat ka hai..213)
Kitne pyar unhe karte hai..aaj hamein maloom hua, Roz intezaar kyun karte hai..aaj hamein maloom hua, Na chaah kar bhi dil kyun dukhaay unka, Itna kyun aazmaate hai unko..aaj hamein maloom hua..214)
Mulakat maut ki mehman ban gayi hai, Nazar ki duniya veeran ban gayi hai, Meri sans bhi ab meri nahi rahi, Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai.215)
teri mohabbat pe sakh kar ke.. humne aapne aapko kamzor sabit kya hai… maf karde hume is kahta pe.. aakhir tere judai hi iska karan hai…216)
Duriyon ki na parwa kijiye, Dil jabhi pukare bula lijiye, Hum zyada dur nahi aapse, Bus apni aankho ko palko se mila lijiye!!217)
bhulana aapko na asaan hoga. bhule jo aapko wo naadaan hoga, aap baste ho dil me hamare, aap hame na bhule ye aapka ehsaan hoga..218)
Hum Aap Ko Kabhi Khoney Nahin Denge . Juda Hona Chaha To Bhi Hone Nahin Denge . Chandni Raton Mein Aye Gi Meri Yaad . To Meri Yaad Ke Woh Pal Aap Ko Sone Nahin Denge .219)
Mohabbat ka matlab intzaar nahi hota, Har kisi ko dekhna pyar nahi hota, Yu to milta hai roz mohabbat-e-paigam, Pyar hai zindgi jo har baar nahi hota…….!!220)
Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai, Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai… Use pana nahi meri taqdeer mein shayad, Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai…221)
Har aahat ehsaas hamara dilaayegi., Har hawa khushbu hamari laayegi.; Hum dosti aisi nibhaayengey yaara! Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..!!!222)
Aansu ko bahot samjhaya tanhai me aaya karo, Mehfil me hamara mazak na udaya karo, Is par aansu tadap kar bola, Itne logo me ap223)
Tammana-e-ishq to hum bhi rakte hain, Kisi ke dil me hum bhi dhadakte hain, Na jane woh kab milenge, jin ke liye hum roz tadapte hain.224)
Raat hoyi jab shaam ke baad, Teri yaad aayi har baat ke baad, Humne Khamosh reh kar bhi mehsoos kiya, Teri awaz aayi har saans ke baad225)
Mitti ki anokhi murat ho tum, Zindagi ki ek zarurat ho tum, Phool to khubsurat hote hai, Phoolo se bhi khubsurat ho tum.