![]() | Login | Sign Up |
61)
Choti Si Dosti, Anjaani Mulakaatein; Pal Bhar Mein Khatam Hote Din, Khayalon Mein Doobi Lambi Raatein; Yahin Se Shuru Hota Hai Pyaar, Hai Na..??62)
Dil ke dard ko dil torne wale kya jana, Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane, Hoti hai kitni takliff kabar ke niche, Yeh upar se phool charane wale kya jane.63)
Suna hai aap dosto ki jaan hai, sms se aapki pechaan hai, udaas chero ki aas hai, tabhi to aap ek dost khaas hai.64)
Ishq ke sahare jiya nahi karte, Gum ke piyalon ko piya nahi karte, Kuch isse dost hain hamare, Jinko pareshan na karo, Toh wo hamain yaad kia nahi karte.65)
Meri Band Aankhoin Ka Saccha Kwaab Ho Tum, Meri Tanhaio Ke Sawalo Ka Javab Ho Tum, Ab To duniya Bhi Ruth Jaye To Gum Na Hoga Meri Duniya, Kaynaat Mera Chaand Ho Tum…66)
Tum Chahe Izhaar Na Karo, Hame To Tumhari Khamoshi Bhi Utni Hi Pyari Hai, Tum Milo Na Milo, Tumhari Yaadein Bhi Tum Jaisi Pyari Hai…67)
Tere Intazaar Ka Ye Alam Hai, Tadapta Hai Dil Aakhein Bhi Nam Hai, Teri Aarzoo Mein Jee Rahe Hai, Warna Jeene Ki Khwahish Kam Hai..68)
Ashik Tu Soch Tera Kya Hoga Kyuki, Hashar Ki Parvah Main Nahi Karta, Fanah Hona Rivayat Hai Tumhari, Ishq Naam Hai Mera Main Nahi Marta..69)
Pyar Ki Wo Misaal Banayege Hum, Aankhen Band Karoge To Nazar Aayenge Hum. Bhar Denge Itna Pyaar Dil Mein K, Khud Se Pehle Yaad Aayenge Hum…70)
Aapki hasi pe chhidakte hain hum jaan, Aapki khushi pe toh hai sab kuch kurbaan, Aapke bin toh ye jahan lage veeran, Kyuki aap toh hai jaise is dil ka gulistaan.71)
Teri lehrati julfe na jane kya kehti hai teri jhuki nazro ko dekhkar log kya kehte hai humne suni hai aapki taarif apne kaano se log to aapko Taj Mahal kehte hai72)
Nanhe se dil me armaan koi rakhna, Duniya ki bhid main pehchan koi rakhna, Ache nahi lagte jab rahte ho udas, In hoto pe sada muskaan vahi rakhna.73)
Humare zakhmo ki wajha bhi woh hai, humare zakhmo ki dava bhi woh hai, woh namak zakhmo pe lagaye bhi to kya hua, Muhabbat karne ki wajah bhi to woh hai.74)
Apni nazar me meri nigaah phir kyon dhoondhte ho.. Apni tanhai me meri kami kyon mehsoos karte ho.. Apne ahsaason me meri chhuuan kyon talashtey ho.. Apne lafzon se aksar yeh faasley kyon taye karte ho…75)
Dosti ki dastan jab waqt sunayaga, Hum ko bhi koi saks yaad aayega, Itab bhool jayenge jindagi ke gamo ko, Jab aap ke saath gujra hua lamha yaad ayega.